zindagi mil gai mujhay zindagi say pahly
zindagi say pahly mujhay mot a gai ha
saqi na hum ko chora manzil nay mo ko mora
yarun na dil ko tora mujhay mot a gai ha
dil ka karar koi aur beqarar koi
marham nay khun nachora mujhay mot a gai ha
afatkadha bana ha dil bhi wiran para ha
tujh ko sakoon mubarik mujhy mot a gai ha
itna na payar karty kay hum sah hi na paty
tu na jo berokhi dikhai mujhay mot a gai ha
ma nay na kuch bhi manga aur jo bhi manga
mujh ko mila adhora mujhy mot a gai ha
tabib tum thay mery marham tha kam tera
zakhmun ko kun odhera mujhy mot a gai ha
kab say daby the bethy sawal ya ha mera
kun na bataya mujh ko mujhay mot a gai ha
hasta tha gham ko sah kay shikwa nahi tha karta
tun na ha kun rolaya mujhay mota gai ha
itni si baat thi jiska bana fesana
ma ho gaya dewana mujhay mot a gai ha
nasir kia kary ga tujh ko hi yaad kary ga
marny say pahlay hi os ko mot a gai ha
(AB KE SAAL KUCH AISA KERNA )
Ab ke saal kuch aisa kerna
Apnay pichalay ghuzrey mah ke
Dukh sukh ka andaza kerna
Meri yaadein taza kerna
Saada sa ek kaghaz lay ker
Bhoolay basray pal likh layna
Phir iss beetay ek ek pal ka
Apnay guzray ek ek kal ka
Ek ek mor ka aahata kerna
Saray dost ikhattay kerna
Sari subhein hazir rakhna
Sari shamein pass bulana
Aur alawa unn ke dekho
Saray mausam dihan mein rakhna
Ek ek yaad gumman mein rakhna
Phir mohtat qiyaas lagana
Gar to khushian barh jatein hein
To phir tum ko meri taraf se
best of lucky for any time
Aur aggar gham barh jaaein to
Mat bekar takaluf kerna
Dekho phir tum aisa kerna
Meri khushian tum laylena
Mujh ko apnay gham daydena
AB KE SAAL KUCH AISA KERNA
( MUHABBAT PHIR MUJH KO AAZMANE KO HAI )
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..................
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai
Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai
Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................
Sokoon dil barbaad ho jane ko hai
Raapte socho ke simat jane ko hai
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................
Qurbato ke nisha mit jane ko hai
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke
Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................